Baarish Ban Jana Lyrics in Hindi
Baarish Ban Jana gaane ki Lyrics hindi me jise gaaya hai Stebin ben aur Payal Dev ne. , Main role me hai Shaheer Sheikh aur Hina Khan jabki music diya Payal Dev be aur Lyrics likha hai Kunaal verma ne , VYRL ka music label hai.
Song :- Baarish Ban Jana
Cast :- Shaheer sheikh & Hina Khan
Singer:- Stebin Ben & Payal Dev
Music :- Payal Dev
Lyrics :- Kunaal Verma
Hindi Lyrics
मेरी किस्मतों को मिले हाथ तेरे
फिर से लकीरें दिखने लगी
देखा तुम्हें तो ऐसा लगा है
जैसे ये आँखें धड़कने लगी
रहूँ उम्र भर मैं तेरी तू मेरा
जब मैं बादल बन जाऊं
तुम भी बारिश बन जाना
जो कम पड़ जाए सासें
तू मेरा दिल बन जाना
रिम झिम सावन की बूदें
तू हर मौसम बरसाना
जो कम पड़ जाए सासें
तू मेरा दिल बन जाना
मेरे लबों से आये कभी भी
हो नाम पहला तेरा मेरी जबां पे
चाहे ज़माना मुंह मोड़ ले पर
हर पल तू रहना मेरा
बस ये दुआ है
बना लुंगी मैं अब
तुझे ही खुदा
जब मैं बादल बन जाऊं
तुम भी बारिश बन जाना
जो कम पड़ जाए सासें
तू मेरा दिल बन जाना
हाँ रिम झिम सावन की बूदें
तू हर मौसम बरसाना
जो कम पड़ जाए सासें
तू मेरा दिल बन जाना
English Lyrics
Meri Kismato Ko Mile Haath Tere
Fir Se Lakeere Dikhne Lagi
Dekha Tumhe To Aisa Laga Hain
Jaise Ye Aankhein Dhadakne Lagi
Rahu Umar Bhar
Main Teri, Tu Mera
Jab Main Baadal Ban Jaaun
Tum Bhi Baarish Ban Jana
Jo Kam Pad Jaayein Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana
Rim-Jhim Saavan Ki Boondein
Tu Har Mausam Barsana
Jo Kam Pad Jaaye Saansein
Tu Mera Dil Ban Jana
Mere Labo Se Aaye Kabhi Bhi
Ho Naam Pehla Tera Meri Jubaan Pe
Chahe Jamana Muhh Mod Le Par
Har Pal Tu Rehna Mera Bas Ye Dua Hai
Bana Lungi Main Ab Tujhe Hi Khuda
Jab Main Badal Ban Jaaun
Tum Bhi Barish Ban Jana
Jo Kam Pad Jaayein Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana
Haan Rim-Jhim Saavan Ki Boondein
Tu Har Mausam Barsana
Jo Kam Pad Jaayein Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana
Tumhein Baarish Bada
Yaad Karti Hai
Aaj Bhi Mujhse Teri
Baat Karti Hai
Tumhein Baarish Bada
Yaad Karti Hai
Aaj Bhi Mujhse Teri
Baat Karti Hai..